7 quotes found
"Aaj khush to bahut hoge tum..."
"Peter tum log mujhe doondh rahe ho aur main tumhara yahaan intezaar kar raha huun."
"Jao jaake pehle us aadmi ka sign lekar aao, jisne mere haath par yeh likh diya.. [Mera baap chor hai.]"
"Main aaj bhi pheke hue paise nahi uthaataa Dabar Saab."
"Vijay, tu kuch aisa kaam to nahi kar raha hai naa, jo tujhe nahi karna chahiye."
"Vijay: Aaj mere paas building-e hai, property hai, bank balance hai, bangla hai, gaadi hai. Kay hai tumhare paas?"
"Ravi: Mere paas maa hai!"